blog banane ki iccha ki to bana diya par kuch samajh nahi aa raha h ki m kya likhu,
aap he bataye kuch aisa ki jise padte he log soche ki isko padne ke baad m kya likhu,
shaam ko ghumne nikalta hoon exam k baare m sochne to sochta hoon ki exam m kya likhu,
blog to bana liya maje maje m or ab har line likhne k ant m sochta hoon ki m kya likhu,
jab chat karne bethta hoon hi or hello bolne ke baad sochta hoon ki aage m kya likhu,
kuch seekh mili deepti ji se kuch likhne ki or ab soch m pad gaya hoon ki m kya likhu,